Blogs Details

10 Tips to Prepare for an Interview

  • Jan 7, 2023

Interview ki taiyari ke liye intrested 10 tip
Interview ki taiyari karne ke liye tips, interview ki taiyari ke tarike, interview ki taiyari kaise kare?
Aaj ke time me har company  interview leti hai. Kchh company pahale written exam leti hai, uske bad  interview leti hai. Real mein interview one type ka test mana jata hai.interview ke tarike se job ke staff ki testing ki jati hai. Interview me hi staff ki kshamata ko test kiya jata hai.Koun sa condidate job ke liye perfect hai koun sa nhi. job ke liye ham jis staff ko hire kar rahe hai vah staff  job kar payega ya nhi kar payega, and company ko kitan profit karayega. Uska svabhaav kaisa hai,and uska charitr kaisa hai, and uska aatmavishvas level kitna high  hai etc.
Aap ko interview me apna prabhaav chhodane ke liye and aapne aap ko sabse alag dikhane ke liye. Aap ko sistam se taiyari karni chahiye. kuchh log ko interview ka name sunate hi paseena aane lagta hai. Kuchh log interview dete  time etna ghabraaye rahate hai ki question puchhane par mouth  se aavaj hi nhi nikal pate hai..But ham aap ko interview ke douron logo ko hone vali ghabrahat se bachane ke liye hee hamane yah article edubird ke madhyam se written karke aap ke beech bheja  hai.
1.Resume ko attractive banaye: aamataur pe interview me aap ke resume ko hee aadhar mana jata hai. Kyu kee interview me aap ke resume se hi adhik se adhik question puchhe jate hai.. To aap apne resume ko attractive type se banaye. Aap ke resume bilkul corect exact, brief and short words me bahot sari baate batane vala banaye. Aapke only important  information  hi rahe. Useless informations nhi honi chahiye resume me nhi writer kare. Try kare ki aap ke resume spelling mistake na rahe. Adhik se adhik aap ka resume 2 page ka hona chahiye. And resume me aap ki Personal details, Objective, Experience, Education details, Strength, hobbies, achievements and  contact details hona chahiye information bilkul carrect de right de and wrong information bikul na de.. interview me jane se pahale apana resume achhe se pad le and smajh kar jaye. Question ka answer prabhaavee de.
 2.Confidence na khoye: aap kisi bhi company me  interview dene jaye, apana confidence level low nhi hone dena chahiye. Har time positive rahe. Apana confidence level majabut banaye rahe. Apane aap par believe rakhe. Apane aap par garv kare ki bahot logo me se aap ko interview ke liye chose kiya gya hai. yadi aap ne good taiyari ki hai to aap interview jarur pass honge. Yadi aap kisi karan vas interview me failed ho jaye to aap ko fieled hone ka reason janana chahiye and apani kami ko door karana. Esase aap apne life me aane vale agle interview puri tarike se taiyar kar lenge  and aap interview pass karke job pa jayenge.
3. Apane dar ko bahar kare: yah bilkul sahi bat hai ki jo log interview lete hai vah bahot pade hote hai. aap se jadda yogya hote hai, but ye bhi saty bat  hai o bhi insan hi hote hai. To aap apane man me baithe charo taraf ke dark ko  bhagaiye. Yadi aap se 1 ya 2 aanswer galat de dete hai to bhi koi bat nhi  hoti ha. Kyu ki interview lene vale aap ka answer dene ka tarike, confidence and aap ko kish sector kitan knowledge hai. aap ka ankalan in sab pe karte hai.Bus aap apani taiyari best rakhe and apane sector ki puri information rakhe.
4.Practice kare interview ki: aap ko practice karni chahiye interview ki apane dosto ke sath, ya home me big brother, sister ke sath ya kisi any man ke sath jo interview de chuke ho aur pass bhi ho gye ho aise logo ke sath practice kare. Aap yah bhi kar sakte hai ki resume and interview me puchhe jane vale question ka list banaye, aur apane pass rakhe ya dosto ko interviwer banakar interview de. Phir aap jish jish question ka answer nhi de paye hai unka achhe se practice kare,koshish kariye ki jitna jadda ho sakte utan jada practice kare.
5. Experienced advice le: aap ko apne senior, teacher & jo log interview de chuke hai and successful hua hai. and unse puchhe ki interview me kaise kaise question puchhe jate hai. us type se aap ko answer ki taiyari karni chahiye etc.
6.Interview related video dekhe: jaise job ke aap interview dena chahte usase related aap ko video dekhani chahiye aap chahe to video ke liye aap google and you tube se help le sakte hai. kyu ki aap video me interview ki all process dekh sakte hai.Interview me kaise question puchhe jate hai and koun se type se log answer  dete hai. video se aap ko bahot help milegi.
7.Research related company ke bare me: aap us company ke website ke bare me internet par research kar le jis company me aap interview dene ja rahe hai , aap ko comapny ki all information padh kar jaye. Ho sakta hai ki aap se company ki website se related question bhi puchhe ja sakte hai. and apane aap ko serious, responsible candidate ke roop me present kare. Aur aap ko yah bhi information company ke Product, Services, Manpower, Mission, Vision, Growth, Competitors, Turnover  etc  aap puri infimation le.
8.Aap apne documents complete rakhe: yadi aap ko interview me jana hai to aap sabse pahale apna document- Academic Certificates, Diploma ya Degree Certificates, Address Certificates, Bio-data, Reference Letter, Cover Letter  etc all document complete karke ek file me fold karke rakhe and all decoment ka Xerox karva kar rakh le. Aap ek pen, diary, ya phir notebook bhi rahan impotent hai.
9.Aap time se pahale pahoche: aap ko interview me kabhi bhi late nhi karna chahiye. Yadi aap interview me late hai to aap ki gair jimmedaar ka pata chalta hai. Interview ke liye aap ko  nirdhaarit time se 10 ya 15  minut pahle hi pahochana chahiye, adhiktam 30 minut ahale pahoche. Aap ka interview kish plac pe us palce ke bare me ache se jan le. Internet ke throw us place ki achhe se janakri pata kar le, vah place kaha hai, us place pe pahochane ka sadhan kya hai, and time kitana lagega etc. Ho sake to kuchh din pahale aap vaha jakar sab kuchh pata kar le taki interview vale din aap ko let na ho.
10..Aap achhi tarah se dress up kar ke jaye: aap ka achha drees up keval aap ke confidence level ko nhi unpe bhi prabhav  dalata hai jo log aap ka interview lene vale hote hai. Yadi aap achhi tarah se dress up kar ke jate hai to aap ki responsibilities ki bhi feeling  hoti hai. to aap aisa cloth pahan kar ke jaye  jo aap ke job pe sutebal ho and aap par professional lage. Aap interview me aap ko jada chamkile dress ya jeans, adhik designer vala pahan kar na jaye.
Male candidate: male candidate gahare color ka business shout pahan sakte hai.yadi aap fist bar interview dene ja rahe hai to white  shirt puri baju vala uspe tie pahan kar ja sakte hai. Black  paint and  black shoes adhik achha mane jate hai. Aap  ke hand ka nakhoon kate rahana chahiye aap ke hare normal taraike se kate rahane chahiye, aap ki dadhi shave rahani chahiye, aur aap achhi khosbu vala Perfum ya deo ka stemal kar sakte hai.
Female Candidate: female candidate halke color ka shoot ya shadhi pahan sakti hai, white short and touser bhi pahan sakti hai. Adhi jewelry na pahane high hil ki sandal.